Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAmar Deep (1958)
HomeAmar Deep (1958)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm dekh humen aawaaz naa dena dekh humen aawaaz naa dena o bedard zamaane o bedard zamaane aaj chale hum chhod ke tujhko duniyaa nayi basaane o bedard zamaane chamka shaam ka pehla taara aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa chamka shaam ka pehla taara gagan dulaara aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa sabse pehle usne dekha pyaar humara sabse pehle usne dekha pyaar humara aane waali raat sunegi aane waali raat sunegi tere mere taraane o bedard zamaane dekh humen aawaaz naa dena o bedard zamaane o bedard zamaane door kahin ek panchhi gaaye ye samjhaye door kahin ek panchhi gaaye ye samjhaye pyaar mein ho jaate hain apne dard paraaye pyaar mein ho jaate hain apne dard paraaye dil ki dhadkan kya hoti hai dil ki dhadkan kya hoti hai pyaar kare to jaane o bedard zamaane dekh humen aawaaz naa dena o bedard zamaane o bedard zamaane
dil ki duniyaa basa ke sanwariya dil ki duniyaa basa ke sanwariya tum naa jaane kahaan kho gaye kho gaye saath rehna tha saari umariya door nazron se kyun ho gaye ho gaye jaane waale jaane waale pata tera maine aati jaati bahaaron se poochhaa jaane waale pata tera maine aati jaati bahaaron se poochhaa chup rahe jab zameen ke nazaare aasmaan ke sitaaron se poochha chup rahe jab zameen ke nazaare aasmaan ke sitaaron se poochha sun ke baadal bhi meri kahani sun ke baadal bhi meri kahani bebasi par meri ro gaye ro gaye dil ki duniyaa basa ke sanwariya tum naa jaane kahaan kho gaye kho gaye hans raha hai hans raha hai ye zaalim zamana apni khushiyon ki mehfil sajaaye hans raha hai ye zaalim zamana apni khushiyon ki mehfil sajaaye main akeli magar ro rahi hoon teri yaadon ko dil se lagaaye main akeli magar ro rahi hoon teri yaadon ko dil se lagaaye behte behte ye aansoon bhi haare behte behte ye aansoon bhi haare aa ke palkon pe hain so gaye so gaye dil ki duniyaa basa
aaraam se dil door hai aur dard se majboor oo oo ooo kyun phir bhi nahin meri mohabbat tujhe manzoor kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kahaan tak diye jaayega dil ko dhoke kahaan tak diye jaayega dil ko dhoke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara wo aaraam jiski zaroorat hai tujhko zaroorat hai tujhko wo aaraam jiski zaroorat hai tujhko zaroorat hai tujhko milega tujhe ho milega tujhe meri baahon mein kho ke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara tera dil hi khud tera dushman hai warna tera dil hi khud tera dushman hai warna tujhe muskuraane se kyun koi roke kahaan tak diye jaayega dil ko dhoke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara meri ye sajaa hai sama bhi ja inmein ho sama hi ja inmein meri ye sajaa hai sama bhi ja inmein khule hain in aankhon ki kab se jharokhe kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole zakhmon mein aaj kis ka reh reh ke pyaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain tum ho qaraar jis dil ka tum ho qaraar jis dil ka wahi beqraar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski tum jo nazar milaao tum jo nazar milaao dil mein bahaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kab se khade huye hain keh do to laut jaayein kab se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekh Humen Aawaaz (Duet) Amar Deep (1958) 03:28 12649
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Vyjayanthimala
Duration : 03:28   Song Number : 12649   

Dil Ki Duniyaa Basa Ke Sanwariya Amar Deep (1958) 03:38 15709
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:38   Song Number : 15709   

Kisi Din Zara Dekh Mera Amar Deep (1958) 03:22 19363
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Padmini
Duration : 03:22   Song Number : 19363   

Mere Mann Ka Baawra Amar Deep (1958) 04:01 12650
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 12650